Ap sab ke dimag me ye question jarur aata hoga ki internet se paise kaise kamaye aur blog se paise kaise kamaye, Aaj me aap logo ko bataunga ki blog or blogging se paise kaise kamate hai, Blogging mein daily kafi loag aate hai apna career banane jisme se kuch safal (success) hote kuch fail hote hai, Blog online paise kamane ka sabse best way hai ap simply apna blog start kar sakte hai wo bhi free mein Bas apke pass honi chahiye writing skill, Internet conncetion,thodi si computer ki knowledge and readers. waise to internet se paise kamane ke bahut sare tarike hai but me aaj apko bataunga top 5 tarike jinse app apne blog se paise kama sakte hai,
Affiliate Marketing blog se paise kamane ka sabse achha tarika hai. affiliate marketing se aap per click par $1-30 tak kama sakte hai. high pay affiliate se ap ek click ka $100 bgi earn kar sakte hai.
but iske liye apke blog ya website ka traffic high hona chahiye kam se kam apke blog par daily 4000 se 6000 pageviews pr day hone jaruri hai. Aap apne blog ke hisab se (apka blog ke topic se related )seo affiliate marketing program join kar ke $100 tak per click par kama sakte hai
Blog se paise kamane ke top 5 (five) tarike
1. Google adsense:
gogle adesnse google ki ek aisi service hai, jo online website promotion aur business ko online promote karne karne ke liye banai gai hai . jo log apne business ya website ka promotion online karna chahate hai wo log google ko paise dete hai apne business aur website ko online promote karne ke liye,
Google adsense blog,website,youtube videos par apne ads dikhata hai aur google ke ads jis bhi blog,website,videos par chalate hai unke owners ko commision deta hai
2. Affiliate Marketing:
Affiliate Marketing blog se paise kamane ka sabse achha tarika hai. affiliate marketing se aap per click par $1-30 tak kama sakte hai. high pay affiliate se ap ek click ka $100 bgi earn kar sakte hai.
but iske liye apke blog ya website ka traffic high hona chahiye kam se kam apke blog par daily 4000 se 6000 pageviews pr day hone jaruri hai. Aap apne blog ke hisab se (apka blog ke topic se related )seo affiliate marketing program join kar ke $100 tak per click par kama sakte hai
3.Infolinks:
Infolink ki ek sabse achhi bat ye hai ki isse connect hone ke bad apko ads dalne ki jarurat hi nhi padti. ye apke posts ke top word ko hi ads me convert kr deta hai.
Infolinks un bloggers ke liye achhi rahti hai jo tech. se ralated topic par post (blog) likhte hai. agar ap blogging,internet etc se related post write karte hai to ye apke lie nhi hai.
NOTE:- Infolinks ko blog se connect karne ke bad apke blog ka traffic low ho sakta hai kyuki log isko passand nhi karte hai.
kyuki ye apke post ke top words ko hi ads me badal deta isse visitor ko problem hoti hai
4. Sell product:
Agar ap top internet marketer hai aur apko internet ki achhi knowledge hai aur apke blog ka traffic achha hai to aap local prodocts ko bech kar income kar sakte hai.
5. Start Service:
Agar apko designing, seo,create blog, blogging ke bare me achhi knowledge hai to aap apne blog or website par self service start kar ke income kar sakte hai.
examply agar apko designing ki achhi jankari hai to ap blog or website ki liye theme create or design kar ke paise earn kar sakta hai
I hope apko mera ye blog achha laga hoga. agar apko koi problem ho to ap comment box me comment kar ke punchh sakte hai me apki help jarur karunga