how to increase internet speed or downloading speed in windows step by step
internet ki speed aur downloading ki speed kaise badaye windows mein
method:- Internet ki full bandwidth kaise use kare
windws me 20% internet bandwidth reserved rahata hai windows updates aur windows internal uses ke liye, hum is internet bandwidth ko use karenge apne internet ki speed badane ke liye bina kisi dusre software ko use ke.
Step 1
start button par click kare aur fir type kare search bar mein gpedit.msc aur press enter
ap log gpedit.msc ko is path ke throught bhi find kr sakte ho "C:\Windows\System32" and double click kare is file par.
Step 2
ab double click kare computer configuration option par, jesa ap screenshot me dekh rahe hai.
Step 3
ab double click kare administrative Templates.
Step 4
ab double click kare network par jesa ap sekh rahe hai ye option maine highlighted kr diya hai.
Step 5
ab double click kare QoS packet scheduler par jesa ap screenshot mein dekh rahe hai maine is
option to highlighted kr diya hai.
Step 5
ab double click kare Limit reservable bandwidth.
Step 6
ab enabled ko seleteck kare.
uske bad bandwidth limit % ko change kare 20% se 0%,
uske bad click kare ok button par.
ok button par click karene ke bad apke net or internet ki speed increase ho jayegi
Fast internet speed really an enjoyable fun. I also preferred to used 3g internet service
ReplyDeleteMini USB Cable